Showing posts with label Sad Poetry. Show all posts
Showing posts with label Sad Poetry. Show all posts

Thursday, September 14, 2017

Kya Sunehra Pal - Poetry by Sk Jahid Fazal

Kya Sunehra Pal
Written by Sk Jahid Fazal
14-09-2017

Kya Sunehra Pal Tha, Kya Haseen Lamha Tha
Woh Jo Suhaani Umar Thi Aaj Kho Gayee,
Woh Hasna Khelna, Har Waqt Muskurana,
Woh Bachpan Ki Neend Ab Khwab Ho Gayee,
Na Kuch Sochna Tha, Na Koi Pareshani Thi,
Raat Hui, Aankhe Bandh Hui Aur So Gayee.




Saturday, August 26, 2017

Dard Bhari Jindegi - Poetry by Sk Jahid Fazal


Dard Bhari Jindegi
Written by Sk Jahid Fazal
26-08-2017

Dard Bhari Jindegi Humne Bhi Jiya Hai,
Har Ek Dard Ko Apna Bana Liya Hai.
Gham Ke Aanshu Bahut Humne Bhi Piya Hai,
Palkon Pe Phir Bhi Magar Sapna Saja Liya Hai.
Tumhe Nahin Malum Akhir Dil Mein Mere Kya Hai ?
Ummeedon Se Sada Roushan 'Mohabbat Ka Diya' Hai.




Friday, August 18, 2017

Protyoi - Bengali Poetry by Sk Jahid Fazal


Protyoi
Written by Sk Jahid Fazal
18-08-2017

বড় জটিল এই জীবন বড় কঠিন এই সময়,
চেয়ে দেখো চারিদিকে মানুষ যে নির্দয় !
ভালবাসলে আঘাত পাবে, কি এমন বিস্ময় ?
পারি না তবু শিকলে বেঁধে রাখতে এ হৃদয় ।
ভালবাসতে জানি যখন পাবো কেন ভয় ?
আঘাত আসুক, কষ্ট থাকুক, করব সবই জয়,
ভালবাসাতে ভরিয়ে দেওয়ার করেছি প্রত্যয় ।



Tuesday, April 11, 2017

Chandni Raat - Poetry by Sk Jahid Fazal

Chandni Raat
Written by Sk Jahid Fazal
11-04-2017

Chandni Raat Phir Se Aayi Hai, 
Charo Taraf Madhoshi Chhayi Hai,
Kuch Yaadein Saath Mein Laayi Hai,
(Wo Bhi Kya Raat Tha,
Haathon Mein Haath Tha
Pyaar Ka Saugat Tha,
Haseen Mulaqat Tha,
Kuch Aisa Baat Tha,
Shayad Dua-e-Kayenaat Tha.)
Par Ab Koi Nahi Raha Sirf Meri Parchhayee Hai, 
Na Jaane Ish Raat Mein Kaisi Gehrayee Hai ! 
Ek Chand hai, Main Hun Aur Meri Tanhayee Hai.



Tuesday, December 20, 2016

Mohabbat Ka 'Diya' - Poetry by Sk Jahid Fazal

Mohabbat ki Diya
Written by Sk Jahid Fazal
20-12-2016

Tujhse Tha Ishq Bepanah, Tere Ishq Mein Hi Tha Jiya,
Ummeed Kitna Leke Tera Hi Intezaar Tha Kiya,
Par Tere Inqaar Se Toota Hua Dil Ko Main Phir Se Jod Liya,
Dil Mein Phir Se Jalaya Hai Mohabbat Ka 'Diya'.


Sunday, December 11, 2016

Sapna Tut Gaye - Poetry by Sk Jahid Fazal

JO sapna
Written by Sk Jahid Fazal
11-12-2016

Jo Sapna Humne Dekha Tha Woh Tut Gaye,
Jo Haath Tham Na Chaha Tha Wo Chhut Gaye,
Uski Mohabbat Mein Hum Aise Loot Gaye,
Ke Uski Jaane Se Hum Khud Se Hi Rooth Gaye.


Monday, November 28, 2016

Duniya Kitni Zalim Hai - Poetry by Sk Jahid Fazal

Duniya Kitni Zalim Hai
Written by Sk Jahid Fazal
28-11-2016

Duniya Kitni Zalim Hai, 
Log Yahan Gham Dete Hai Hum Ko Rulane Ke Liye,
Hum Bhi Kahan 'Shayar' Hai ,
Hum Toh Bus Likhte Hai Gham Ko Bhulane Ke Liye.


Sunday, November 27, 2016

Dil Jal Raha Hai - Poetry by Sk Jahid Fazal

Dil jal raha hai
Written by Sk Jahid Fazal
2 7-11-2016

Dekho Na Yeh Dil Kaise Jal Raha Hai, 
Dhadkan Ruk Gaya, Bus Saansein Chal Raha Hai.
Jis Ki Roshni Kabhi Ummeedein Jagaya Tha 
Woh Suraj Bhi Dheere Dheere Dhal Raha Hai.