Showing posts with label New Hope. Show all posts
Showing posts with label New Hope. Show all posts

Friday, August 18, 2017

Protyoi - Bengali Poetry by Sk Jahid Fazal


Protyoi
Written by Sk Jahid Fazal
18-08-2017

বড় জটিল এই জীবন বড় কঠিন এই সময়,
চেয়ে দেখো চারিদিকে মানুষ যে নির্দয় !
ভালবাসলে আঘাত পাবে, কি এমন বিস্ময় ?
পারি না তবু শিকলে বেঁধে রাখতে এ হৃদয় ।
ভালবাসতে জানি যখন পাবো কেন ভয় ?
আঘাত আসুক, কষ্ট থাকুক, করব সবই জয়,
ভালবাসাতে ভরিয়ে দেওয়ার করেছি প্রত্যয় ।



Wednesday, June 14, 2017

Khushiyon Ki Barsaat - Poetry by Sk Jahid Fazal

Khushiyon Ki Barsaat
Written by Sk Jahid Fazal
14-06-2017

Tum Se Main Bahut Zyada Dur Hun
Phir Bhi Tumhari Nashe Mein Chur Hun
Tum Ko Yaad Karna Ek Aadat Ban Gayi
Ab Iss Aadat Se Main Majbur Hun.

Kabhi Mauka Mile Toh Tum Se Baat Ho Jaaye
Phir Kisi Din Kahin Pe Mulaqat Ho Jaaye
Pyaar Karne Laga Hun, Tum Bhi Karlo
Aur Hum Dono Ek Saath Ho Jaaye
Umar Bhar Ke Liye Rishta Banalo
Toh Jeevan Mein Khushiyon Ki Barsaat Ho Jaaye.



Tuesday, March 7, 2017

Mauka Na Do - Poetry by Sk Jahid Fazal

Mauka Na Do - Poetry by Sk Jahid Fazal
Written by Sk Jahid Fazal
07-03-2017

Tanhaiyon Ko Kabhi Dassne Ka Mauka Na Do, 
Kuch Yaadon ko Dimag Mein Basne Ka Mauka Na Do, 
Dard Ko Dil Pe Shikanja Kasne Ka Mauka Na Do, 
Surat Nahi , Sirat Se Aapna Pehchaan Banao 
Aus Kisi Ko Aap Par Kabhi Hasne Ka Mauka Na Do.


Thursday, February 2, 2017

Ae Zindagi Tu Jaanle - Poetry by Sk Jahid Fazal

Ae Zindagi Tu Jaanle
Written by Sk Jahid Fazal
02-02-2017

Ae Zindagi Tu Jaanle Har Musibat Se Tujhe Ab Datke Ladna Hai,

Hosla Tu Karle Buland Na Ab Kisi Se Darna Hai,

Umang Aur Josh Ka Udaan Tujhe Tere Dil Mein Bharna Hai,

Dil Tera Koi Seesa Nahi Tha Jo Tut Gaye, Tujhe Phir Se Ishq Karna Hai,

Bus Jo Chehera Tere Dil Mein Chhupa Hai Usse Thik Se Padhna Hai, 

Khuda Tere Saath Hoga , Befikr Tujhe Aage Badhna Hai,

Jo Bhi Jitne Pal Tujhe Milega Usko Khusiyo Se Bharna Hai,

Mar Mar Ke Tu Ne Bahut Jee Liye, Ab To Tujhe Jee Jee Ke Marna Hai, 
Jee Jee Ke Marna Hai.. Jee Jee Ke Marna Hai...


Saturday, December 31, 2016

Saal Ki Aakhri Raat - Poetry by Sk Jahid Fazal

Saal Ki Akhri Raat
Written by Sk Jahid Fazal
31-12-2016

Saal Ki Aaj Hai Aakhri Raat,
Jhum Uthi Hai Puri Qayenaat.

Chalo Bhul Ke Saari Purani Baat,
Manaate Hai Jashn Sab Ek Saath.

Naya Saal Laayega Khusi Ki Saugaat,
Badal Jaayega Zaroor Sabhi Ke Halaat.